Hindi Song Title: Aa Tayaar Ho Jaa
Hindi Movie/Album Name: ASOKA
Singer(s): SUNIDHI CHAUHAN
Hindi Lyrics:
Aa aa aa aa aa, aa aa aa aa aa
Aa tayaar ho jaa, aa tayaar ho jaa – 2
Aa aa tayaar ho jaa
Shyaam ki kashti mein aake sawaar ho jaa
Chal chale
Aa sahaara hoga
Kahin na kahin to koi kinaara hoga
Chal chale, chal chale, chal chale
Aa aa aa, aa tayaar ho jaa
Aa tayaar ho jaa re aaja
Aaja chal chale
Tairke aa, doobke chal, paar jaana hai – 2
Paar jaana hai, paar jaana hai
Aa tayaar ho jaa, aa tayaar ho jaa – 2
Aa aa tayaar ho jaa
Shyaam ki kashti mein aake sawaar ho jaa
Chal chale
Aa aa aa aa aa
Shyaam kumaari hogi
Hont hamaari hogi, baat tumhaari hogi
Baat to bholi hogi
Meethi bhi hogi thodi shahed bhi kholi hogi
Aa aa aa aa aa, aa aa aa aa aa
Shyaam kumaari hogi
Hont hamaari hogi, baat tumhaari hogi
Baat to bholi hogi
Meethi bhi hogi thodi shahed bhi kholi hogi
Aa aa aa, aa tayaar ho jaa
Aa tayaar ho jaa re aaja
Aaja chal chale
Tairke aa, doobke chal, paar jaana hai – 2
Paar jaana hai, paar jaana hai
Aa tayaar ho jaa, aa tayaar ho jaa – 2
Aa aa tayaar ho jaa
Shyaam ki kashti mein aake sawaar ho jaa
Chal chale
Aa aa aa aa aa
Pyaar ka ghota kya hai doobke dekha nahin
Dekhna hota kya hai
Hone ko hona kya hai dil mein tez hogi
Aankh mein paani hoga, chal chale
Aa aa aa aa aa, aa aa aa aa aa
Pyaar ka ghota kya hai doobke dekha nahin
Dekhna hota kya hai
Hone ko hona kya hai dil mein tez hogi
Aankh mein paani hoga, chal chale
Aa aa aa, aa tayaar ho jaa
Aa tayaar ho jaa re aaja
Aaja chal chale
Tairke aa, doobke chal, paar jaana hai – 2
Paar jaana hai, paar jaana hai
Aa tayaar ho jaa, aa tayaar ho jaa – 2
Aa aa tayaar ho jaa
Shyaam ki kashti mein aake sawaar ho jaa
Chal chale
Aa sahaara hoga
Kahin na kahin to koi kinaara hoga
Chal chale, chal chale, chal chale
Aa aa aa, aa tayaar ho jaa
Aa tayaar ho jaa re aaja
Aaja chal chale
Tairke aa, doobke chal, paar jaana hai – 2
Paar jaana hai, paar jaana hai
Aa tayaar ho jaa, aa tayaar ho jaa – 2
Aa aa tayaar ho jaa
Shyaam ki kashti mein aake sawaar ho jaa
Chal chale
Aa aa aa aa aa, aa aa aa aa aa, aa aa aa aa aa
Hindi Song Title: Aa Re Aa Jaa Nindiya Tun Lekar Kahin
Hindi Movie/Album Name: KUNWARA BAAP
Singer(s): KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR
Hindi Lyrics:
Hmmmmm Hmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
Aa Ri Aa Jaa Neendya Tu Le Chal Kahin
Udanakhatole Mein Duur Duur Duur Yahaan Se Duur
Aa Ri Aa Jaa Neendya Tu Le Chal Kahin
Udanakhatole Mein Duur Duur Duur Yahaan Se Duur
Aa Ri Aa Jaa
Meraa To Ye Jeevan Samaa
Mere Yaar Bada Dukh Se
Par Mujhko Jahaan Mein Milaa
Sukh Kaun Bada Tujhse
Tere Liye Meri Jaan Zahar Hazaar Main Pee Loongaa
Taj Doongaa Duniyaa Ek Tere Sang Jee Loonga
Khoo Nazar Ke Noor
Aa Ri Aa Jaa Neendya Tu Le Chal Kahin
Udanakhatole Mein Duur Duur Duur Yahaan Se Duur
Aa Ri Aa Jaa
Lata:Aa Ri Aa Jaa Neendya Tuu Le Chal Kahin
Udanakhatole Mein Duur Duur Duur Yahaan Se Duur
Aa Ri Aa Jaa
Kishore:
Ye Sach Hai Ki Main Agar
Sukh Chain Dilaataa Hoon
Teri Duniyaa Se Main Phir Kahin
Kab Duur Chalaa Jaaoon
Lata:
Nahin Mere Daddy Aisi Baat Phir Se Naa Kahanaa
Rah Jaanaa Jab Tuu
Phir Mujhako Bhi Nahin Rahanaa
Naa Jaa Tuu Hamase Duur
Aa Ri Aa Jaa Neendya Tuu Le Chal Kahin
Udanakhatole Mein Duur Duur.. Duur.. Yahaan Se..
Hindi Song Title: Aa Raha Hu Main
Hindi Movie/Album Name: BOMBAY VIKINGS(ALBUM)
Singer(s): UNKNOWN
Hindi Lyrics:
(aa raha hoon main)
Nayi manzil, naya safar
Naya suraj, nayi sahar
Aasmaan hai raah par
Keh do saari duniya se
Roke na koyi mujhe
Kadam pare mere jahaan
Baharon khil rahi hain
Phir kisi ne hai pukaara
Aa raha hoon main
Kisi ne phir kiya ishaara
Aa raha hoon main
Utha dil mein phir se toofaan
Phir wohi choonoon
Jaage hain mere soye armaan
Aa raha hoon main
Kisi ko le khayalon mein
Nikal para hoon raahon mein
Kahin to milegi woh mujhe
Pasi jo dil mein naazmi
Jaane woh kaun hai haseen
Bechain dil betaab hai
Armaan machal rahe hain
Phir kisi ne hai pukaara
Aa raha hoon main
Kisi ne phir kiya ishaara
Aa raha hoon main
Utha dil mein phir se toofaan
Phir wohi choonoon
Jaage hain mere soye armaan
Aa raha hoon main
(Aa raha hoon main
Aa raha hoon main)
Kadam pare mere jahaan
Baharon khil rahi hain
Phir kisi ne hai pukaara
Aa raha hoon main
Kisi ne phir kiya ishaara
Aa raha hoon main
Utha dil mein phir se toofaan
Phir wohi choonoon
Jaage hain mere soye armaan
Aa raha hoon main
Hindi Song Title: Aa Pyaar Ke Rang Bhare
Hindi Movie/Album Name: JEENA TERI GALI MEIN
Singer(s): ANURADHA PAUDWAL, MOH. AZIZ
Hindi Lyrics:
m: (aa pyaar ke rang bharen, pyaare alfaazoN mein) -2
(yuN sunen ham dil ki baaten) -2, apni aavaazoN mein
a: aa pyaar ke rang bharen, pyaare alfaazoN mein
(yuN sunen ham dil ki baaten) -2, apni aavaazoN mein
both: aa pyaar ke rang bharen, pyaare alfaazoN mein
m: jisne dil dhaDkaayaa, us pal ko ham yaad karen
a: us pal ki yaadoN se nagmen ham aabaad karen
m: sangeet nayaa jaagaa ho a: sangeet nayaa jaagaa
both: dhaDkan ke in saazoN mein
aa pyaar ke rang bharen, pyaare alfaazoN mein
m: yuN sunen ham dil ki baaten
a: ho, yuN sunen ham dil ki baaten
both: apni aavaazoN mein
aa pyaar ke rang bharen, pyaare alfaazoN mein
a: milnaa aur bichhaDnaa is jeevan ki reet rahi
m: kitne roop badle man mein lekin preet rahi
a: hain rang vafaaoN ke m: hain rang vafaaoN ke
both: apne is andaazoN mein
aa pyaar ke rang bharen, pyaare alfaazoN mein
m: yuN sunen ham dil ki baaten
a: yuN sunen ham dil ki baaten
both: apni aavaazoN mein
m: aa pyaar ke rang bharen, pyaare alfaazoN mein
a: aa pyaar ke rang bharen, pyaare alfaazoN mein