Posted on 20-01-2012
Filed Under (Lyrics) by admin

Hindi Song Title: Aaankhe jabse hai ladi
Hindi Movie/Album Name: AA AAB LAUT CHALEN
Singer(s): ALKA YAGNIK, UDIT NARAYAN

Hindi Lyrics:
Aa….aa……………..aa…
Aaankhe jabse hai ladi, bekarari hai badi
Aaankhe jabse hai ladi, bekarari hai badi
Bada mushkil hai sanam ab intazaar
Yehi hai pyar, yehi hai pyar, yehi hai pyar, yehi hai pyar.2
Dekhate hi tujhko kho gaya mera karar
Dil mera kahe mai tujhko dekhu bar bar
Dekhu bar bar…..
Yehi hai pyar, yehi hai pyar, yehi hai pyar, yehi hai pyar.2
Behki behki si lagti hai, gori teri chal ha gori teri chal
Is pagle deewane par na aise dore daal..ho aise dore dal
Ho mohabbat bhare dil mile hai yahan
Rok na banke deewar jaaneja
Mere rang roop pe gazab ka hai nikhar
Jo bhi dekh le kare woh mujh pe jaan nisaar
Mujh pe jaan nisaar….
Yehi hai pyar, yehi hai pyar, yehi hai pyar, yehi hai pyar.2
Ho ho ho…..aa…aa… ho ho ho…..aa…aa…
Tapta sona bhi sharmayen, aisa mera rang…ho aisa -
mera rang
Har dilwaala jeevan bhar ko chahe mera sang..ho chahemera
sang
Tune pehli nazar me deewana kiya
Neend bhi loot li chain bhi le liya
Sach main bolati hun kar le mera aitbaar
Yeh to musaafir hai, kar na iska intazaar
Iska intazaar…
Yehi hai pyar, yehi hai pyar, yehi hai pyar, yehi hai pyar.2
Aaankhe jabse hai ladi, bekarari hai badi
Bada mushkil hai sanam ab intazaar
Yehi hai pyar, yehi hai pyar, yehi hai pyar, yehi hai pya..2

(0) Comments    Read More   
Posted on 20-01-2012
Filed Under (Lyrics) by admin

Hindi Song Title: Aaa Chal Ke Tujhe Mein
Hindi Movie/Album Name: DOOR GAGAN KI CHHAON MEIN
Singer(s): KISHORE KUMAR

Hindi Lyrics:
Aa chal ke tujhe, main le ke chaluun
ik aise gagan ke tale
jahan gam bhii na ho, aansoo bhi na ho
bas pyaar hii pyaar pale

Aa chal ke tujeh main le ke chaluun
ik aise gagan ke tale
jahan gam bhi na ho, aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale
ik aise gagan ke tale

Suraj ki pahali kiran se, aashaa kaa savera jaage (2)
chandaa kii kiraN se dhul kar, ghanaghor andhera bhaage (2)
kabhi dhuup khile kabhi chhaav mile
lambii sii Dagar na khale
jahan gam bhi na ho, aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale
ik aise gagan ke tale

Jahan door nazar daud aae, aazaad gagan laharaae laharaee (2)
jahan rang birange panchhi, aashaa kaa sandesaa laayen (2)
sapano me pali hansati ho kali
jahan shaam suhaani dhale
jahan gam bhi na ho, aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale
ik aise gagan ke tale

Sapano Ke aise jahan mein jahan pyaar hi pyaar khila ho
hum jaa ke vahan kho jaaye shikuva na koyi ghila ho
kahin bhair na ho koyi ghair na ho
sab milke chalte chale
jahan gam bhi na ho aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale
ik aise gagan ke tale
aa chal ke tujeh mein leke chaluun
ik aise gagan ke tale
jahan gam bhi na ho aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale
ik aise gagan ke tale

(0) Comments    Read More   
Posted on 20-01-2012
Filed Under (Lyrics) by admin

Hindi Song Title: Aa mujhe dekh
Hindi Movie/Album Name: CLASSIC – DANCE OF LOVE
Singer(s): SUKHWINDER SINGH

Hindi Lyrics:
when love strikes its classic dance of love
classic dance of love – 3
love

aah aah mujhe dekh – 4
chu ke tu dekh jara pas aa ke dekh jara – 3
cham chama cham cham – 2

aah aah mujhe dekh – 2
badal aawara hua hain barse ki ab to ghata
dekhe zamana jara yeh deewana mujhsa kahan
chad gaya rang hai pyar ka tere
ab toh mujhpar na yeh nasha thehre
aaisa hain jadoo chala
aah aah mujhe dekh – 2
chu ke tu dekh jara pas aa ke dekh jara – 3
cham chama cham cham – 2

aah aah mujhe dekh – 2
tere liye yeh jawani tere liye har ada
tanha tanha adhura hain yeh zindagi ka maja
jwala sholon ki thandi aahoon ki
pass aa ja tu meri bahon main
le zindagi ka maja
aah aah mujhe dekh – 2
chu ke tu dekh jara pas aa ke dekh jara – 3
cham chama cham cham – 2

classic dance of love – 2

(0) Comments    Read More   
Posted on 20-01-2012
Filed Under (Lyrics) by admin

Hindi Song Title: Aa meri jaan main tuj mein
Hindi Movie/Album Name: CHANDNI
Singer(s): LATA MANGESHKAR

Hindi Lyrics:
tere dil mein main apane aramaan rakh doo
aa meree jaan main tuz mein apanee jaan rakh doo

aankhe he teree, kyo khaalee khaalee
baate kahaa gayee wo pyaar waalee
tere hothhon pe apanee muskaan rakh doo

aansoo tere nikale dil meraa roye
chot lage tuz ko to dard muze hoae
tere jakhmon pe apanee jubaan rakh doo

saiyyaa ye baiyyaa jaraa thaam le too
muh se kisee cheej kaa naam le too
tere kadamon mein saaraa jahaan rakh doo

(0) Comments    Read More   
  • Download Here
    Photobucket
  • Categories

This site is protected by WP-CopyRightPro
eXTReMe Tracker